Muzaffarpur se Kesariya Stupa aur Virat Ramayan Mandir: Ek Din ka Taxi Trip
Kesariya East Champaran me hai aur Muzaffarpur se road se lagbhag 100 km door. Yahan ka vishal Buddhist stupa ek unchi mitti ki dher par khada hai. Kesariya-Chakia road par Kaithwalia-Bahuara gaon me Virat Ramayan Mandir ka bahut bada parisar nirmanadheen hai.
Route
Muzaffarpur - Motihari - Kesariya - Kaithwalia-Bahuara. Motihari me Gandhi Museum par ruk sakte hain. Kul round trip lagbhag 200-220 km ho sakta hai, isliye subah 6-7 baje nikalna theek rehta hai.
Dhyan Rakhein
- Virat Ramayan Mandir abhi bann raha hai. Jaane se pehle dekh lein ki kya khula hai.
- Stupa khuli jagah par hai, paani aur topi saath rakhein.
- Subah ya shaam ko jaana behtar hai.
Fare
Round trip ₹12/km, toll aur parking alag. Pickup ke hisaab se exact kiraya call par bataya jaata hai. Call 90608 41555 or WhatsApp 99581 46555.
Related: Muzaffarpur to Kesariya Stupa | Virat Ramayan Mandir Taxi | Muzaffarpur Taxi